Iconic Dialogues of Yeh Jawaani Hai Deewani: Celebrating 10 Years of the Heartwarming & Romantic Movie

Yeh Jawaani Hai Deewani is a 2013 Bollywood movie that shows how crazy young people can be. Ranbir Kapoor and Deepika Padukone played the leading roles, while Kalki Koechlin and Aditya Roy Kapur played smaller ones.

Ayan Mukherji and Hussain Dalal wrote the script for the movie. The movie was made and directed by Ayan Mukherji. Millions loved the lines from the movie Yeh Jawaani Hai Deewani and still are. It did very well at the box office.

Yeh Jawaani Hai Deewani

The film has also been nominated for and won a lot of awards. Only once in a lifetime does a movie like this get made. We’re sure no one would disagree with us, though. Every time we watch YJHD, Ayan Mukerji’s great work and the conversations make us fall in love with Bunny, Naina, Aditi, and Avi.

It also gives us friends for life and places we want to go. We start to think about what it would be like to be these people, which is why the movie still has a special place in our hearts after all these years.

Iconic Dialogues of Yeh Jawaani Hai Deewani

1. “ Main udna chahta hun, daudna chahta hun. Girna bhi chahta hun. Bas, rukna nahi chahta.”

Main udna chahta hun, daudna chahta hun

2. “Life mein jitna bhi try karo, kuch na kuch toh chootega hi. Isliye yahin, isi pal ka mazza lete hain.”

Life mein jitna bhi try karo, kuch na kuch toh chootega hi

3. “Tum pehle bhi itni khoobsurat thi ya waqt ne kiya koi haseen sitam?”

Tum pehle bhi itni khoobsurat thi ya waqt ne kiya koi haseen sitam?

4. “Kabhi kabhi kuch baatein humare yaadon ke kamre ki itni khidkiyaan khol deti hain ki hum dang reh jaate hai.”

Kabhi kabhi kuch baatein humare yaadon ke kamre ki itni khidkiyaan khol deti hain ki hum dang reh jaate hai.

5. “Mujhe tumse pyaar ho jaega, phir se. Aur tumhe nahi hoga, phir se.”

Mujhe tumse pyaar ho jaega, phir se. Aur tumhe nahi hoga, phir se.

Check out some other articles:

6. “Kuch logon ke saath rehne se hi sab theek ho jata hai.”

Kuch logon ke saath rehne se hi sab theek ho jata hai.

7. “Tu right nahi hai Naina, bas mujhse bahut alag hai.”

Tu right nahi hai Naina, bas mujhse bahut alag hai

8. “Shaadi is daal chawal for pachaas saal till you die. Arey life mein thoda bahut kheema pav, tangdi kebab, hakka noodles bhi hona chahiye na!”

Shaadi is daal chawal for pachaas saal till you die.

9. “Teri smile kitni dangerous hai pata hai. Mere paas dil hota toh pakka aa jata ispe.”

Teri smile kitni dangerous hai pata hai

10. “Yaadein mithai ke dabbe ki tarah hoti hain, ek baar khula toh sirf ek tukda nahi khaa paoge.”

Yaadein mithai ke dabbe ki tarah hoti hain

11. “Ishq meri sehat ke lie accha nahi hai.”

Ishq meri sehat ke lie accha nahi hai

12. “Waqt rukta nahi, beet jata hai aur hum kharch ho jaate hain.”

Waqt rukta nahi, beet jata hai aur hum kharch ho jaate hain

13. “Khud pe daya karna band karo, aur khud se pyaar karna seekho.”

Khud pe daya karna band karo, aur khud se pyaar karna seekho

14. “Kahin pe pahunchne ke lie kahin se nikalna bahut zaruri hota hai. Sahi waqt pe kat lena chahiye, nahi toh gile shiqwe hone lagte hain.”

Kahin pe pahunchne ke lie kahin se nikalna bahut zaruri hota hai

15. “22 tak padhai, 25 pe naukri, 26 pe chokri, 30 pe bachche, 60 pe retirement, aur phir maut ka intezaar, dhat aisi ghisi piti life thodi jeena chahta hoon!”

22 tak padhai, 25 pe naukri, 26 pe chokri, 30 pe bachche, 60 pe retirement

16. “Tumhare jaisi ladkiyaan flirting ke liye nahi, Ishq ke liye bani hain.”

Badtameezi ek bimaari hai, aisi bimaari joh dheere dheere waqt ke saath budhape mein badal jaati hai

17. “Badtameezi ek bimaari hai, aisi bimaari joh dheere dheere waqt ke saath budhape mein badal jaati hai, main kehta hoon jab tak budhapa nahi aata thodi badtameezi hi kar lete hain!”

Badtameezi ek bimaari hai, aisi bimaari joh dheere dheere waqt ke saath budhape mein badal jaati hai

18. “Tum jaante nahi ki apne purane doston ke saath baith ke wahi purane kisse dohrana kya hota hai!”

Tum jaante nahi ki apne purane doston ke saath baith ke wahi purane kisse dohrana kya hota hai

Don’t miss a beat with the freshest news and updates from Topmovierankings.com! Join our vibrant social media community and let your voice be heard by sharing your ideas and opinions.

Leave a Comment